mira-ji sahib

Shayari By

mira-ji ko manne wale kam hain lekin hum bhi hain
'faiz' ki baat badi hai phir bhi ab waisa kaun aaega

tazin-e-sukhan ki fikr na kar be-sakhta chal
uth aankhen mal [...]

nazr-e-tagore

Shayari By

kya naghma-ha-e-kaif ka dariya baha gaya
khud husn ko jahan mein hasin-tar bana gaya

ai shair-e-shabab-o-naww-sanj-e-zindagi
misl-e-bahaar aa ke tu aalam pe chha gaya [...]

kali-das

Shayari By

jahan-e-ilm ko taslim hai waqar tera
adab ke phulon se daman hai lala-zar tera

chaman mein yun to bahaar aati jati rahti hai
magar sukhan ka hai gulshan sada-bahaar tera [...]

krishn

Shayari By

mathura ki nagar hai aashiqi ka
dam bharti hai aarzu isi ka

har zarra-e-sar-zamin-e-gokul
dara hai jamal-e-dilbari ka [...]

nur-jahan

Shayari By

hujum-e-yas mein jot aas ki teri aawaz
hum ahl-e-dard ki hai zindagi teri aawaz

labon pe khilte rahen phul sher-o-naghma ke
faza mein rang bikhere yunhi teri aawaz [...]

mira-ji

Shayari By

git kya kya likh gaya kya kya fasane kah gaya
nam yunhi to nahin us ka adab mein rah gaya

ek tanhai rahi us ki anis-e-zindagi
kaun jaane kaise kaise dukh wo tanha sah gaya [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close